Thursday 16 August 2012

Mera Gham Hi Aaakhir Mere Kaam Aaya {{{Sad Song}}}

waitingfordeathh: Artist/movie: babbu mann - mera gham ghum -e- dil ko in aankhon say chalak jana bhi aata hay tarapna bhi hamay aata hay tarpana bhi aata hay kese ke yaad main jo zindagi ham nay guzari hay hamay wo zindagi apni mohabbat say bhi pyari hay wo aaye rou ba rou ham daastan apni sunaye gaye kuch apna dil jalaye gaye kuch un ko aazmaye gaye sar -e- mehfil hamay tu shama ban jana bhi aata hay dabay pao hamay aa kar kesi ka gudguda dena wo apna routh jana wo un ka mana layna wo manzar jhanktay hain aaj bhi yaadon ki chalman say bhula saktay hain kesay koii wo andaz bachpan kay hamay guzri hoii baaton ko dohrana bhi aata hay hamay aata nahi hay pyaar main be aabro hona sikhaya husan ko ham nay wafa main surkh-ruh hona ham apnay khoon -e- dil say zindagi ki maang bhar dain gaye ye dil kia cheez hay ham jan bhi qurbaan kar day gaye khilaf -e- rah ulfat ham ko mar jana bhi aata hay lyrics: mera gham hi aaakhir mere kaam aaya mera gham hi aaakhir mere kaam aaya aaaj bahot roya, ke aaram aya mera gham hi aaakhir mere kaam aaya laakh chupaya iss zamane se laakh chupaya iss zamane se meri ghazal mei aakhir tera naam aya aaaj bahot roya, ke araam aya mera gham hi aaakhir mere kaam aaya chod di kabh ki zindagi gham ne chod di kabh ki zindagi gham ne chod ke jabse shehar tera apne gayon aaya aaaj bahot roya, ke araam aya mera gham hi aaakhir mere kaam aaya so rahe the chain se kabbar mei so rahe the chain se kabbar mei uth gaye sir pe achanak jo tera payon aya aaaj bahot roya, ke araam aya ... Mera Gham Hi Aaakhir Mere Kaam Aaya {{{Sad Song}}}

No comments:

Post a Comment